Sunday, June 28, 2009

Patriotic hero Montazer Al Zaidi

Patriotic hero Montazer Al Zaidi

Hi !
Patriotic hero Montazer Al Zaidi, also known as Montaser El Zaydi is a journalist who works for Al Baghdadi an Iraqi television channel. Montazer became a celebrity overnight after he threw his shoes on US Flag sportingly taken by President George W Buss during a press conference held in Baghdad on the 14th of December 2008.
Montazer Al Zaidi was born in 1981, he graduated from the School of Information at the University of Baghdad. Montazer began working with Al Baghdadi satellite television channel in 2005, the tv channel is headquartered in Cairo, Egypt.
He is a balanced and calm person said one of his colleagues, who preferred not to reveal his identity.
His colleague emphasized that Montazer, who got arrested, "rejects the occupation and decent as any Iraqi has the right to express it in a manner that creates timely."
Some of his other colleagues say that Montazer Al Zaidi hates U.S. troops because they caused the death of two of his brothers who belonged to the Al Mahdi Army, loyal to radical Shiite cleric Muqtada al Sadr and who has faced fierce fighting in the Iraqi army and the U.S.
"This is the farewell kiss, dog," screamed Al Zaidi at Bush as he was throwing his two shoes.
In the Arab world, simply showing the sole of the shoe, "Gazma," as they call in Egypt, is considered an insult, even worse than calling someone "dog", an animal Muslims regard as "unclean".
This is not the first time that the name of Zaidi jumps to the media since the Nov. 16, 2007 was kidnapped by a group of armed men in Baghdad while on his way from his home in the mostly Shiite neighborhood of the Sadr City in eastern Baghdad, his work in the neighborhood of Al Waziriya, in the north of the capital.
A similar action occured back on the 10th of May 2006, when a Georgian citizen, Vladimir Arutiunián, launched a hand grenade at Bush which failed to explode. Vladimir Arutiunián was arrested at once and sentenced to life imprisonment.

Montazer Al Zaidi got interrogated by the security services of the prime minister of Iraq and formal charge against him are one the way. On the other hand already Montazer Al Zaidi is considered by many Iraqis as a Inational hero.

Your's

Mahmood zaidi


NOON WELFARE TRUST (Regd. No. S/23696)


Assalamu Alaykum Wa Rahmatullaahe Wa Barakatuhu !

Please look in our plan as a political party of India. as below

Ansari brotherey, Qureshi brothery aur Sulemani brothery ko shamil karke ek apni party ki bunyad dali jai. Lok Sabha ke Elections khatum ho chukey jo halat samne hain humko iss silsile main ab qadam barhana hai.

Islamic Centre jiske President Mr Siraj Qureshi hain. Jismain Salman Khursheed saheb ko buri tarah defeat di. Salmam Khurshee 6 election larne baad es bar Lok Sabha main dakhil hue hain. Muslim brothers is waqt south India ko chor ke 2 bare groups pe based hain jinka vision aur grip hamare hisab se bahut mazbut hai. Quraishis & Ansaris dono main hi is waqt awarness ke saath saath Talim aur Administration ki wajah se is tarah ki pakar hai jo ki Jaat & Gujjar main nahin hai.Is Waqt Islamic Cultural Centre Delhi, Dehi main stream mein hai. Election guzar chuke hai ab waqt haii, sari parties main Muslims ki mang hai, jis main BJP bhi shamil hai jisko yeh andaz ki musalman agar humko jita nahin sakta magar hara sakta hai. Magar abhi Muslim kisi bhi party se mutmain nahin, balki usmen har party ki taraf se ghussa hai kyunki usko sirf election tool banaya jata hai. Koi aisa Neta nahin hai jo uske liye kuch thhos kaam kar sake, ya uske khayalat ko manzare aam par sahi dhang se la sake. 26/11/08 ke baad bahut tabdeeli dekhi ja rahi hai..........( Hindu Terrorists ke samne aane ke baad se ).
Magar us tabdeeli ka asar yeh hua Congress ka rukh Musakman ko woh kam karna para jo ki 1947 se bhi pahle hota aaraha hai magar result chupa nahin hai.
26/11 ke baad Delhi main koi bhi bara demonstration is issue ko lekar Musalmanon ki taraf se nahin hua. Dr Allama Iqbal ki woh nazm jo Rashtrya Gaan se jiyada pasand ki jati hai aur log sirf gate hi nahin, balki Mobile tone bhi bahut aam hai. Isko hum 12 Wafat - 10 March ke mauqe par ek peace March ki tarah karna chahte thai, jismain na to kisee party ka nara ho na kisi ke against ya favour ka, na koi memorandum diya jaye. 12 Wafat Yaum-e-Aman manai jaye.
Magar yeh demonstration na hosaka kiyunki herek kisi na kisi camp se laga tha. Ek se pahley Islamic Cenytre main ek programe bhi kiya ki Election main subki rai lijai magar es mauqe pe jo log bhi aya unko jo bhi offer mile woh ustarah se hi sonch rahe tub yeh program cancelled kiya ki espe next year kaam karenge.

Abhi Delhi ki North East Lok Sabha seat se ek Haji Dilshad Ali BSP ke ticket se khare hue thai voting(7th May) ke 4th May ko Congress candidate J P Agarwal ke liye tamam papers aur media pe withdraw karliya. Samajwadi Party main jis tarah Kalyan Singh ko leker Rampur main Azam Khan aur Amar Singh ke darmiyan chala aur Mulayam ko Azam Khan ko side laga diya.

Estarah se jo message jaraha hai usko samajh sakte ho. Muslim openly tool hi bana dikhai de raha hai. Jis Loksabha seat se Haji Dilshad ne withdraw kiya usmain Muslkim vote 21.38% plus Dalit votes hai. Yeh sub ko dekhte hui ab humlog filhal Qureshi brothers, Ansari brothers aur Sulemani (Nai) ko leker tayyari karen agar aur logon ko shamil hona ki dawat denge us hisab se sub ko es banner pe shamil ho nam nishan waghera us hisab se hi tai kiya jai.Agar proposal pasand ajae tub mujhe mulaqt ka program banaya jai aur yeh meeting Delhi main hona chahiye.Allah Hafiz.Wassalam
Rizwan Raza
Cell 09968821980
Cell 09311632377